
Jab Tak Hai Jaan emerged as one of the biggest hits of 2012.

Koi dua mat maangna sirf pyar karna mujhe Joh dil jeette hai woh kabhi haarte nahiġ4. Tere jhoothe kasme vaadon se… Tere jalte sulagte khwabon se… Teri beraham duaon se… Nafrat karoonga main … Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaanġ3.

Har din uski zindagi ki dua maang leti hoon… Aur har din khud thodi marr leti hoonġ2.

Tera haath se haath chodna…Tera saayon ka rukh modna … Tera palat ke phir na dekhna…Nahin maaf karoonga main… Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaanġ1. Tu saath hokar bhi saath nahi hoti… Ab toh rahat mein bhi rahat nahi hotiġ0. Teri aankhon ki namkeen mastiyan… Teri hasin ki beparwah gustakhiyan… Teri zulfon ki lehrati Angdaiyan… Nahi bhoolunga mein… Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaanĩ. Baarishon mein bedhadak tere nachne se… baat baat pe bewajah tere roothne se … choti choti teri bachkani badmashiyon se… mohabbat karoonga main… jab tak hai jaan, Jab tak hai jaanĨ. Har ishq ka ek waqt hota hai… Woh hamara waqt nahi tha… Par iska yeh matlab nahi ki woh ishq nahi thaħ. Har din ek dua maangti hoon ki shayad ek din tum mujhe maaf kardoĦ. Yadhaash bhi kitni ajeeb cheez hoti hai… Kis cheez ko poori zindagi bhoolne ki koshish karo, woh bhoolti nahi … Kabhi ek choti si cheez yaad karne ki koshish karo, toh yaad nahi aatiĥ. Zindagi toh har roz jaan leti hai …Bomb toh sirf ek baar legaĤ.

Hamari line mein kismat sirf ek baar dokha deti haiģ. We bring you some of the best dialogues from Jab Tak Hai Jaan.Ģ. The music, lyrics and songs of Jab Tak Hai Jaan were also an instant hit with AR Rahman composing the background scores and soundtrack while Gulzar penned the heart warming lyrics. Starring Starring Shah Rukh Khan, Katrina Kaif and Anushka Sharma in the lead roles, the movie was especially noted for the chemistry between its cast. Jab Tak Hai Jaan was the last directorial project of ace director Yash Chopra.
